Posts

Showing posts with the label Shayari

Good Bye Shayari

Image
  मैंने जब भी जाने की इजाजत मांगी, उन्होंने जुबाँ से हाँ कह के, निगाहों से रोक लिया...!!!

Good Night Shayari

Proposal Shayari

Image
 Khamosh Raastoon Mein Tera Saath Chahiye, Tanha Hai Mera Haath Tera Haath Chahiye.   Chal Rahe Hain Jamane Me Rishwaton Ke Sil-Sile, Tum Bhi Kuch Le De Kar Hmse Mohabbat Kar Lo.

Husn Ki Tareef Shayari

Image
 संवरते है वो देखकर आइना,        संवर जाये तो आइना उनको देखता है....

Love Shayari

Image
  अच्छा लगता हैं तेरा नाम मेरे नाम के साथ, जैसे कोई ख़ूबसूरत सुबह जुड़ी हो किसी हसीं शाम के साथ Mujhe mohabbat do tarikon se hoti hai..  ek tumhara hokar aur dusra tumhen apna bana kar. Jab samne hote ho tum .. Na jane kyo hosh kho baith the hai hum.. Milti hai nazar jab jab tumse… Sab kuc bhul jate hai hum.. Hoti hai tu itne kareeb.. Phir bhi dil ki baat kehne se ruk jate hum.. Logon Ne Kaha Ki Main Sharabi Hoon, Maine Kaha Unho Ne Ankhon Se Pilaiee Hai. Logon Ne Kaha Ki Main Ashiq Hoon, Maine Kaha Ashiqi Unho Ne Sikhaiee Hai. Logon Ne Kaha Ki Main Dewana Hoon, Maine Kaha Unki Mohabbat Rang Laiee Hai.

Kuch Dil Se

Please leave your favorite Shayari in comments below --   ========================== Wo Khud Nahi Jaanti Wo Kitni Pyari Hai Jaan Hai Hamari Hume Jaan Se Pyari Hai Dooriyo Ke Hone Se Kya Fark Padta Hai Wo Kal Bhi Hamari Thi Aaj Bhi Hamari Hai… ==================== Pyaar karte hain keh kar vo Dil me jhankte hain ,  Hamare Dil ki gehrai vo Khanjar se napte hain.... ============================= Jamke Dushmani Karo Humse,  Magar Bas Itni Gunjarish Hai Aapse, Kal Agar Hum Dost Ban Jaayen ... To Sharminda Na Ho!  ========================== Wo kahti hai tumhen mujhse mohabbat iss kadar kyon hai          ki main ek aam si ladki kyon lagti khas tumko hun? Mein khata hun kabhi khudko meri nazron se dekho tum..               meri deewangi kyon hai ye khud hi jaan jaogi !! =========================== Bohot masroof rehtay ho... S ubha say shaam honay tak... Koi lamha nahee'n milta...